Bolnay Waley cheezain...... (merged)

Re: Bolnay Wala Tota..

Tum baar baar Fraar ho jaatey ho… chose a role to play in stage drama… tumhey waise chor ka role fit aye ga.

DMD chose Charsola

un_ka_rahul is pah phajja aka K337.

Fristhay bhi hain.. :faizy:

Drama ka plot bolo ab.

Re: Bolnay Wala Tota..

plot tau nahen hai...yeh chalay ga......
danday wala charsolay say rishwat laitay huay pakra gaya hai aur rahul isharay pay kall ke akhbar baichta hai,danday walay nay catchmeifucan kay kaan pakray huay hain...poondi kartay pakra gaya tha.....

Re: Bolnay Wala Tota..

bro i have a lot of work to do... yahan to bas kuch chahnay waloun ki chahat khainch lati hay aur waisay bhi yahan meray post ko bohat kum log reply kartay hain aur bila waja kisi ki batoun mein tang aranay ki adat nahi hay so bohat kum post karta houn :)

Re: Bolnay Wala Tota..

hi DMD how r u bro :wave:

Re: Bolnay Wala Tota..

me fyne ji:)
how r u

Re: Bolnay Wala Tota..

:femmefatale:tumhein ek aam insaaan aur ek penguin main faraq nahi nazar aata

Re: Bolnay Wala Tota..

:omg:

some corrections though:

  1. danday_walay nay catchme kay kaan pakray nahi, balkey usay kaan pakrawaye hoye hain… yaani murgha banaya hoa hay
  2. Charsolay say rishwat leta nahi pakra gya, balkay usay chars bechta hoa pakra gya, :smiley:

@catchmeifucan

Arey yaar ham hain na… Drama karo hamarey saath… bolo kis ko chatey ho, usay abhi haazir kar daitay hain… Taweez hay hamarey paas,

:amamah:

Re: Bolnay Wala Tota..

hain pah ji app kay paass taweez hai.....
nargis ko tau bulla dou...hoo jain koi adha paa thumkay..... phir rozay shuru hoo janay hain

Re: Bolnay Wala Tota..

Haan taweez hay, lekin wo asar us waqat karta hay jab do kaali penguin ki kurbani hoti hay. Mujey penguin ki poochal chahiye us kay liye…

Wo la kay do pehlay, phir nargis kya… nargis ki naani amma bhi hazar kar dain gay

:faizy:

Re: Bolnay Wala Tota..

pingu punchal ...no prablam...hunnay put kay liyata hoon

nah ji nargis ke naani kay nahen ji nargis sahiba kay ddaikhny hain

Re: Bolnay Wala Tota..

HEHEHEHE koi bhi nahi hay yaar awein bongi maar raha tha aur mein Dramay mein Hero banounga :wink:

Re: Bolnay Wala Tota..

tum baan jao hero...jab kodu baan sakta hai hero tau tum kiun nahen

Re: Bolnay Wala Tota..

:rolleyes:

Re: Bolnay Wala Tota..

ao bhai rahul saaab purani akhbaron ko pani ta tarounka laga kay vaichny walay

Re: Bolnay Wala Tota..

Lo baat ban gai, DMD nay tumhay hero ka role day diya.

Ab ye batao kay larai kar laitay ho? Tumhari pitai bhi to karwani hay heroin kay bhai say… aur phir wo tumhay thaaney bhi lay kay aaye ga…

Phir aagey mera danda…

Chalo drama shroo…:desimunda:

Re: Bolnay Wala Tota..

:hmmm:

Re: Bolnay Wala Tota..

:attia:Rahul road par apni gf ka wiat kar raha hai

aur aap samjh rahe ahin ke woh newspaper beich raha hai:emmy:

Re: Bolnay Wala Tota..

thank u thank u :cb:
so who is my heroen :blush:

Re: Bolnay Wala Tota..

jeee nahi meri heroin bohat baray landlord ki iklotii baitii hay :rotfl:

Re: Bolnay Wala Tota..

newpaper beich nahi raha hay utha raha hay zameen say :cb: