Re: BOLIAY!!! verna masla hoga
koi peeche se chapet maar ke ‘qabool hai’ karwa le ga ![]()
Re: BOLIAY!!!! verna masla hoga
mat bolna,hony dein jo kuch hota hai
Re: BOLIAY!!! verna masla hoga
ab kisi ki many banda ![]()
Re: BOLIAY!!! verna masla hoga
jawan chhokri ki chup ka matlab haan hi liya jaata hai nikkah mein:p
lihaaza jaldi se bako jo kuch bakna hai:sunnyboy:
Re: BOLIAY!!! verna masla hoga
^chokra ne 3 lafz baky hun to chukri ko kuch bolny ki zarurat nhai aati ![]()
Re: BOLIAY!!!! verna masla hoga
mohtarma Aap biddati maloom hoti hain
"I love U" ka saboot laain deen ki kitaabon se
aisa princejall bole ga
Hum nahi
Re: BOLIAY!!! verna masla hoga
Jaira bolay ohi kunda khollay
main chup he theek hooN