**Bohot mehdood saa ek halqa-e- ehbaab tha mera..
faqat mastiyan, shetaniyan, nadaaniyan aur main..
abhi bhi halqa-e- ehbaab mehdood hai mera..
faqat khamoshi’yan, tanhaai’yan, Udasi’yan aur main..
**

Re: Bohot mehdood saa ek halqa-e- ehbaab tha mera..
![]()

Sard mousam k aaghaaz mein Nazla ho hi jata hy…![]()
Re: Bohot mehdood saa ek halqa-e- ehbaab tha mera..
nazla nahi aansoun poch rrahi the e:(
Re: Bohot mehdood saa ek halqa-e- ehbaab tha mera..
^Rumaal to naak py rakha nazar aa raha hy…?
Re: Bohot mehdood saa ek halqa-e- ehbaab tha mera..
ronay ke baad naak bhi behti hai
Re: Bohot mehdood saa ek halqa-e- ehbaab tha mera..
Iska matlab hy ab bary hogy hain shair sahab.
Re: Bohot mehdood saa ek halqa-e- ehbaab tha mera..
hahahaa…to pehly aankhyn saaf karyn…baad mein naak
Re: Bohot mehdood saa ek halqa-e- ehbaab tha mera..
ansoun saaf bhi na karain tou khud sookh jatay hain :hinna:
Re: Bohot mehdood saa ek halqa-e- ehbaab tha mera..
aap ny na`e baat ki hy…
Re: Bohot mehdood saa ek halqa-e- ehbaab tha mera..
Haan yeh nae baat hi hy mujhsy pehly yahan kisi ny nahi kahi…
Re: Bohot mehdood saa ek halqa-e- ehbaab tha mera..
Kisi k daikhny ka dar nhi…?
Re: Bohot mehdood saa ek halqa-e- ehbaab tha mera..
:k:
hahahaa…
Re: Bohot mehdood saa ek halqa-e- ehbaab tha mera..
blanket kiss din kaam ayegi ![]()
Re: Bohot mehdood saa ek halqa-e- ehbaab tha mera..
hmm…nami to dair tak rehti hy…?
Re: Bohot mehdood saa ek halqa-e- ehbaab tha mera..
check kisne kerna hai ![]()
Re: Bohot mehdood saa ek halqa-e- ehbaab tha mera..
Koi Piyara to pass hota hy…jaisy Mother/Father/Sis/bro
Re: Bohot mehdood saa ek halqa-e- ehbaab tha mera..
unhe shuk hoga tou check karaunge na ![]()
Re: Bohot mehdood saa ek halqa-e- ehbaab tha mera..
yani aapny Xtra fan laga rakha hy tak`ya k liya…?
Re: Bohot mehdood saa ek halqa-e- ehbaab tha mera..
window khuli rehti hai ![]()