Bohat

Jana bohat rah liya hai khwaboon main
Ab kabhi khuli ank kay samnay behi aa jaoo

by:Dilsay

Re: Bohat

wah re wah kia kehnay hai janab k:k:

Re: Bohat

Thanks Jaan Lewaa... aap kay naam par he shiyad kisi nay kaha hai...

Zaroorai hai tu bohat ishq zindagi main magar
Ya Jaan Lewaa zaroorat Khuda kisi ko na day

Re: Bohat

Ya Jaan Lewaa zaroorat Khuda kisi ko na day

wah wah both are too good :k:

Re: Bohat

Very nice… :k: Tnx Dilsay for Sharing with us :flower1:

Re: Bohat

very nice dilsay:)