bohat masoom thay hm bhi,
hamain ab yaad aata ha,
k hm ik ajnabi koumr ka,
sahara maan baithay thay,
k us k chaandchahray ko, hm apnay bakht ka roshan ,
sitara maan baithay thay,
buhat masoom thay hm bhi,
hamain maloom hi kb tha,
kehdasht-e- zindagi main to,
kabhi aisa bhi hota ha,
woh taaray toot jaatai hain,
khud apnay rooth jaayay hain
saharay choot jaatay hain
buhat masoom thay hm bhi ,
hamain maloom hi kb tha,???