ik daR’yaa hai soochooN ka
ik nadi hai yaadooN ki ![]()
mujhay wahshatooN ka paa’Ni se
beghair bheeghay niqalna hai
ik sadi’ooN ki musaafat hai
saat samandaR paaR chalna hia
kia pata phiR kahaN bhool jaa’ooN main
muj ko kis jagha pe rukna hai
bohat lamba safaR hai, raastay haiN ajnabi
daR hai k bhatak na jaa’ooN maiN kahiN
ab tum ko ik kaam karna hia
is safar maiN meray saath chalna hai
ya phir sooch lo meRa intzaaR kaRna hai
Re: bohat lamba safaR hai, raastay haiN ajnabi
le kar jaana hey tou saath hi le jaaeiN intezaar nahi hota :p
wah g very nice :k:
![]()
Re: bohat lamba safaR hai, raastay haiN ajnabi
Bohat khoob NikamiJano...
Re: bohat lamba safaR hai, raastay haiN ajnabi
very beautiful..
Re: bohat lamba safaR hai, raastay haiN ajnabi
Nice1 :k: