**Mari baat ka yaqeen anany tak
Bohat kuch badal giya hoo ga
Tu kisi ke hoo gayee hoo gee
Koyee tara hoo giya hoo ga
Apnay dil par haat rakha kar
Soochna ya kabhi tum fursat main
Jo gum tum nay mujahay baksha hai
Aab us gum ka kiya hoo ga
(Dilsay)**