Main aaj janay wali thee magar nahi gayee…
meray bhaiyon ka dil nahi chah kah main jaon
mera bhi dil nahi kar raha tha…aur kar bhi raha tha..uffo
main aaj toronto waapis jaa rahee thee lekin ab seat aagay barha kar 23 ki rakh dee hai ![]()
bass 5-6 din rahtay hain…ab wahan jaa kar afsos hoga kah pakistan se itnee jaldi kyun gayee ![]()