bodha huwa jawan

Aik bodhay aadmi ney aapney pocket mey Adakara Neeli ki photo rakhi howi thee, aik din ush ke betey(son) ney woh photo dekh li to boola
wah abba jee khob, Aap ney apney pocket me Neeli ki photo rakhi hai
bodhey ne kaha, beta rakhi to teri ma (mother) ki thee, parhey parhey Neeli ho gai.

The end
Please hunsoo, agar hansi na aaye to apney aap ko gudgudi ker ke hunsnaa.

Re: bodha huwa jawan

:hehe: thats corny, i like it. where is itsme?

Re: bodha huwa jawan

^ and you called me for this :D

:biggthumb balti - i thought ub tak tumahari balti zangh (rust) lag geeya ho ga.

Re: bodha huwa jawan

Mein bhee yehi soch raha tha, zang lagnay say pehlay pehlay kuch neela peela keh dow

Re: bodha huwa jawan

je tum doono mil ker meri tarif ker rehe ho ya kuch aur

Re: bodha huwa jawan

:rotfl:

Re: bodha huwa jawan

ye aap ko koon gudgudi ker raha hai

Re: bodha huwa jawan

lo balti saheb ik to aap ki baat rakh li magar us pay bhi aap ko aitraz hai:confused: jayen ham nahi boltay

Re: bodha huwa jawan

^ dont mind - baltiwala lost his top part ages ago, now he uses a balti instead:rolleyes:

Re: bodha huwa jawan

i think u r absolutely right:) but what about u.

Re: bodha huwa jawan

Chalo ab faisla ker lo jee, main ney faisla kerliya, ab aap ko tangh nahi karoo ga, narajgi khatum Ok ab dosti kertey hei.

itsme01, hey look how is talking he me na she me ye to it hey.

Re: bodha huwa jawan

:)

Re: bodha huwa jawan

ha jee aap ko kia narajgi hai, kaha gayeb they aap, 10 saal sey shakal nahi dikhai

Re: bodha huwa jawan

hey, chalain theek hai janab aj say narazgi khatam bas :) by the way aap hamari baltiyan kab tak lotayen gay.janab

Re: bodha huwa jawan

balti wala ji aap sab ko chorain mujh say haath milayn:)

Re: bodha huwa jawan

:hug: :hugz:

Re: bodha huwa jawan

bhai dost ban nay ko pocha tha ye kis line pay lagarahy ho tauba tauba

Re: bodha huwa jawan

my "hindi" is not that good - mind translating?

Re: bodha huwa jawan

WT* :confused:

Re: bodha huwa jawan

:D