So far, this news has not yet confirm but he has disappeared since last 3 days.
He is independent and neutral social activist.
iss forum kay tawassut say main unkay liye rehai ki mohim ka aghaz kar raha hon… Allah pak unki rehai main madad farmain.
Re: Blogger, writer and journalist Abu Aleeha disappeared
ager ajj app khamosh rahin gain.. to kal app say bhi sawal baja hoga… kay jab zulm howa tha.. to app kay monh ghughiyan kion par gain thi…
#FreeMissingPeople](http://gupshup.org/gs/usertag.php?do=list&action=hash&hash=FreeMissingPeople)
#BringBackAbuAleeha](http://gupshup.org/gs/usertag.php?do=list&action=hash&hash=BringBackAbuAleeha)
Re: Blogger, writer and journalist Abu Aleeha disappeared
main yahan aik baat wazah karta chalo.. jabri ghumshudgi… Pakistan kay constitution… insaf kay taqazon aur riyasat ki sab say bari shikast hia…
qanoon torny walo ko zaror parkrain… mager un par muqadma darj karky ko bhi qadam uthain…
azad , motadial, conservative, liberal… nazriyat ager appko pasand nahi.. apko haq hasila hai.. mager kisi ko aesay nazarye rakhny par app usko gayab nahi karskaty… app unhian pakrain jo qanoon tordty hian…jamhoriat ka husn ikhtilafe raye say hi hia…
Re: Blogger, writer and journalist Abu Aleeha disappeared