Woh autograph book k bajaye diary le aayii
aur dastakhat maange
aur kaha kuch likiye…jo yaad-gar ho
main ne koray kaghaz ko korra chohrr kar
uski sab se nichli sateh par apne dastakhat kar diye
aurr saath likha..
jo bhi upar likh do
main uss se muttafiq hon
k main khud..
taire faisley ka muntazir hon!!!
Re: ..::Blank CheQue::Abdaal baila::..
interesting
Re: ..::Blank CheQue::Abdaal baila::..
Nice One Shumaisa...
Re: ..::Blank CheQue::Abdaal baila::..
Woh Kaghaz Mujh say Kho Gayaa Hay .. dosra day do phleeej …![]()
Nice sharing :k:
Re: ..::Blank CheQue::Abdaal baila::..
nice one.
Re: ..::Blank CheQue::Abdaal baila::..
beautiful.. ![]()
PS: btw aap hain kahan itnay dinon se ![]()
Re: ..::Blank CheQue::Abdaal baila::..
Itna mushkil kaam na karro.. ![]()
Mujhe b chahiye.. ![]()
Re: ..::Blank CheQue::Abdaal baila::..
hawww PeeKay… larka hai wohh ![]()
Sirf baila ko na daikho, abdaal b saath mein parho ![]()
Bzy honn Ahmer.. ![]()
P.S: Aap kaise ho ? …Net band karwa diya ?? ![]()
Re: ..::Blank CheQue::Abdaal baila::..
Thanks All.. ![]()
Re: ..::Blank CheQue::Abdaal baila::..
Woh autograph book k bajaye diary le aayii
aur dastakhat maange
aur kaha kuch likiye....jo yaad-gar ho
main ne koray kaghaz ko korra chohrr kar
uski sab se nichli sateh par apne dastakhat kar diye
aurr saath likha..
jo bhi upar likh do
main uss se muttafiq hon
k main khud..
taire faisley ka muntazir hon!!!
Quite Interesting............Baat hai Aitmaad key:)
Re: ..::Blank CheQue::Abdaal baila::..
Woh autograph book k bajaye diary le aayii aur dastakhat maange aur kaha kuch likiye....jo yaad-gar ho main ne koray kaghaz ko korra chohrr kar uski sab se nichli sateh par apne dastakhat kar diye aurr saath likha.. jo bhi upar likh do main uss se muttafiq hon k main khud.. taire faisley ka muntazir hon!!!
*beautiful!
*
Re: ..::Blank CheQue::Abdaal baila::..
Laikin likhi MAIN ne nahin hai..
![]()
Re: ..::Blank CheQue::Abdaal baila::..
Thnx Muddi & JJW.. :)
Re: ..::Blank CheQue::Abdaal baila::..
Kia soch rahi ho, jab soch lo tou mujhe b bata dayna ![]()
P.S: Shabbbooo tu aey kii kittta ![]()
Re: ..::Blank CheQue::Abdaal baila::..
Yaani Mayree Ghalatfahmi Thee Keh Tum Itna Achcha Likh Laytee Ho ![]()