?------------- Black Rose --------------?

Re: ?------------- Black Rose --------------?

Sandle khaaney meiN experience kaafi zyada lagta hai :smiley:

Re: ?------------- Black Rose --------------?

I agree :slight_smile:

Re: ?------------- Black Rose --------------?

Subhanallah AQ bhai, bohut khoobsurat baat ki hai…made me in tears! :slight_smile:

Re: ?------------- Black Rose --------------?

Oho... Black Rose ho ya Laal.. Phool phool hi hota hai....

Ab meri taraf se yeh ::GOBHI KA PHOOL:: eshpeshally for u :) now dont cry

Re: ?------------- Black Rose --------------?

gobhi kaa phool bhee ALLAH nay banaayaa hai aakhir… thanks aur waisaY bee khoobsoorati kaY baaraY maiN Iqbal farmaa gaye haiN

Khudaa saY husn naY ik roz yeh sawaal kiyaa
JahaaN maiN kiouN naa mujhaY tu naY Lazawaal kiyaa

Milaa jawaab kaY tasveer khaanaa hai duniyaa
shub-e-daraaz, ad’m kaa fasaanaa hai duniyaa

huee hai rung-e-tagha’iur say jub namood iss kee
wohi haseeN hai haqeeqat zawaal hai jiss kee

KaheeN qareeb thaa, yeh guftugoo Qamar naY sunni
Falak pe aam huee Akhtar-e-Seh’r naY sunni

Seh’r naY taaraY saY sunn kar sunaai shabnum ko
Falak kee baat bataa dee zameeN kay mehram ko

Bhar aaYe phool kaY aaNsoo, piyaam-e-shabnum saY
kalee kaa nanhaa saa dil khoon ho gayaa ghum saY

Chaman saY rotaa huaa Mosam-e-Bahaar gayaa
Shabaab SaYr ko aayaa thaa, sogwaar gaayaa

Re: ?------------- Black Rose --------------?

aik baat theek theek batana,
yeh jo har waqt idher udher shayari kartay rehtay ho, sab yaad hain ya dewan-e-iqbal, Bang-e-dira, baal-e-jibraeel wagharira computer ke sarhanay rakhay hooay hain :)

Re: ?------------- Black Rose --------------?

^
the above poem is in my memory... hence I actualyl write it out from my memory.

other than that I own the hard copies of Baang-e-Dara and Baal-e-Jibreel and I do write things out of them :p

Re: ?------------- Black Rose --------------?

shukriya… :flower:

Re: ?------------- Black Rose --------------?

hmm may be hatred

Re: ?------------- Black Rose --------------?

aap kaa flower tooT gayaa :teary2:

Re: ?------------- Black Rose --------------?

challo tehni hi sahi -------------------------\@`

Re: ?------------- Black Rose --------------?

Babool kee lagtee hai :(

Re: ?------------- Black Rose --------------?

Insaan kisi haal main kush nahin :smack:

Here you go :flower1: :flower2: :hula: :flower1: :flower2: :hula: ab khush?

Re: ?------------- Black Rose --------------?

^
yeh tau naqli haiN :konfused:

i dun like cyber flowers :snooty:

Re: ?------------- Black Rose --------------?

:frusty: :smash: :mad2: :2guns: :bailan: :bash: :rocketup:

Re: ?------------- Black Rose --------------?

yeh sub naqli haiN

mujhaY kuch naheeN huvaa :mocking:

Re: ?------------- Black Rose --------------?

:snooty:

Re: ?------------- Black Rose --------------?

Hum nay tu aaj tak kabhi kala gulaab nahee dekha. kaisa hota hai?

Re: ?------------- Black Rose --------------?

i happen to like black roses

btw a black rose defines hatred

Re: ?------------- Black Rose --------------?

wo iss liay kay…

Hamm dua likhtay rahay
wo dagha parhtay rahay
Aik nuktay nay hamain
Mehram say Mujrim bana dia

:-p