?------------- Black Rose --------------?

Re: ?------------- Black Rose --------------?

hahaha…mein kyun jalungi…mujhe to pyaare pyaare phool milay hain…koi kaala waala thori :snooty:

Re: ?------------- Black Rose --------------?

Yeh kaaghazi phool jaisaY chehraY
mazaaq uRaataY haiN aadmi kaa :teary1:

koi inhaiN kaash yeh bataa deY
Muqaam ooNchaa hai aadmi kaa :teary1:

Re: ?------------- Black Rose --------------?

aadmi ka nahi saadagi ka.......

Muqaam ooncha hai saadagi ka

Re: ?------------- Black Rose --------------?

right:k:

:kaala Gulaab: :smiley:

Re: ?------------- Black Rose --------------?

who cares.....

Re: ?------------- Black Rose --------------?

I don’t :snooty:

Re: ?------------- Black Rose --------------?

even then who cares

Re: ?------------- Black Rose --------------?

I love black roses :love:

Re: ?------------- Black Rose --------------?

:salam: kaise guzar rehi hai?

Black is also one of my favoriot colours but not black rose, black roses , i dont know remind me of something in a bari bari drawnii movie.

Re: ?------------- Black Rose --------------?

^
:wsalam:

:alhamd:

Black Rose is beautiful. It’s beauty is in the eye of the beholder.

Re: ?------------- Black Rose --------------?

Fair and lovely laga kar gori gori karlo kali gulabo ko helllow

Re: ?------------- Black Rose --------------?

namoonaY :o

Re: ?------------- Black Rose --------------?

^whose telling u all that junk???

:hehe:

Re: ?------------- Black Rose --------------?

^-- chupkese,
Tajruba speaking ? :-p :-d

AQ,
bhabhi ko dry clean karwa kar try karo zara... dhobi say kehna k taizaab ziada daalna taakay rang roop ujlaa hojai...

Re: ?------------- Black Rose --------------?

Black is beautiful... and I simply adore the color... no matter what negative meaning people may give to it... :-)

Re: ?------------- Black Rose --------------?

haan sahi kaha... kia farq parhta hay in rangoon sa ab, agar black ka seena chaak kar daikha jai to uss kay seenay main bhi wohi dil hoga jo aik surkh gulaab main hota hay...
wisay hi jazbaat aur waisay hi rang ka khoon hoga...

kabhi kisi nay socha hay kay agar black ka dil taar taar kar dia jai to uss main say wo tamaam raang chupay howay milaingay jo uss black nay ahista ahisa aik aik kar kay wo tamaam rang jama kiay thay jo shayad kisi ko pasand aaskatay thay... aik aas thi uss main k shayad uss k chahnay walay ko koi aik rang bhi pasand aajai... pagal nay apni pagal pann main dunnia k sab hi to ranf jama kar liay thay... k shayad uss k chanay walay ko unn main say koi aik pasand aajai... lekin uss ko kia pata tha k deewana waar mohabbat main jama kiay howay itnay saaray rang mil kar aik naya rang bana daingay... kaal rang ... aur jo shayad uss k mehboob ko kabhi pasnad na aayay... aur jo ab nafrat ki nishani ban jai...

sigh...

Re: ?------------- Black Rose --------------?

^--

Jab koi kisi doosrey key dil meiN chupey raNgoN ko pasand karney pey aata hai to woh pasand karney key liye sirf ek hi raNg nahiN chunta... balkey us dil meiN chupey saarey raNgoN ko apnaata hai... Chahey woh raNg kisi gham ka aqs hoN, ya kisi khushi ka... un raNgoN meiN chupey jazbaat, saarey ehsaas woh apney zim'mey ley leta hai... Jo faqat ek laal peeley raNg ki shoKHiyoN ko pasaNd kartey haiN, woh siyaah ki geh'raayoN ko kya jaaneiN! Koi aisa phool dhooNdheiN jo apney dil key tamaam raNg aapkey qadmoN meiN rakh key kahey... aao hum tum mil kar terey merey dil key raNgoN ka guldasta banayeiN! :-)

Cheer up... and smile :-)

Re: ?------------- Black Rose --------------?

^-- nai aj kay dor main ziada tar laal aur pelay rangon ko hi pasand kia jaata hay KN, inn rongon ki chamak insaan ko kuch aur daikhnay sa rok daiti ha...chamak hi kuch aisi hoti hay k kaala rang jiss main dunnia k tamaam rang chupay hotay hain, wo dikhai nai daita... being realstick this is a reality... and those who like black are black themselve :-)

Re: ?------------- Black Rose --------------?

^-- Aaj kal ki dunya meiN bhaley yeh ek aam si baat hi ban gayi hai, lekin jo loog in laal peeley raNgoN ki chamak ko toR key siyaahiyoN key raNg dekh letey haiN... wohi loog hamara dilaasa bantey haiN... Aisey shayad kam hoNgey, lekin haiN zaroor... Gaur sey dekhtey raho to kahiN na kahiN, kabhi na kabhi nazar aa hi jaatey haiN... :-)

Re: ?------------- Black Rose --------------?

hehe ghor say daikhoonga to sandle paraygi peeth par :-d
nai baba yeh risk nai laina ab ... haan agar koi khud daikh lay to wo baat aur hay :-p