Bin teray...

Re: Bin teray…

Pakiiza :emmy: hamain u se yeh umeed na thi :rule:

Re: Bin teray...

:(

Re: Bin teray...

I mean 'Na-laiq' hony pr :D

Re: Bin teray…

Hum to sune rahe

nalaiqon k baste ziyada bhaari hote:hmmm:

Re: Bin teray…

:naraz:

Haan hoty to hain pr wo kitabon ka wazn nahi hota, wo to Hair comb & gel, perfume, sun Glasses, Shoes shiner or ek addad copy ka wazan hota hy.

Re: Bin teray…

Oh I see
Mainu nahi pata c

Aap ustaani ji ho

jo talaashi le li un k baston ki:hmmm:

Re: Bin teray…

Allah ka shukar hy hamary students ki aisi adatain nahi, yeh to main apny class fellow ky bag ka haal bata rhi thi :hehe:

Re: Bin teray…

Haan

Mana lavo shukar

aage ka daur is se bhi bura aane waala hai:D

class fellow k bag ki talaashi ya chori:eek:

Re: Bin teray…

teacher ki samjhany ki baat hoti hy bachy samjh jaty hain pr yeh guts har ek main nahi hoty :chai:

Taalashi :hehe:

Re: Bin teray…

oho Madam ji

Aap kaun kis school se aai

koi khas waja:hmmm:

Re: Bin teray…

apny kia karna hy?

ab wajha yaad nahi shayad teacher ny koi copy dekhny ka kaha tha.

Re: Bin teray…

Humne:hmmm:

kuch bhi to nahi:sunnyboy:

smaan yaad hai aur waja yaad nahi:hmmm:

theek

ab to yeh aadat nahi na:p