bin chamchi!!

Bin chamchi rasmalai haathoon say khaya kartay*
chai main cheeni ungliyoon say milaya kartay
:layd:
Namak mirich daltay hue ghabratay log
zaika khanoon main yun na aaya kartay
:layd:
kabhi socha hai chamchi na hoti to kya hota
kaisay report log ek dosray tak pohnchaya kartay??
:layd:
Churi katti hai to Kanta chubhta hai
*sab saath chamchi jaisa nahi nibhaya kartay

By AQ ki chamchi:chai:
*

2 Likes

Re: bin chamchi!!

kabhi socha hai chamchi na hoti to kya hota
kaisay report log ek dosray tak pohnchaya kartay??

:rotfl:

and Maqtaa :omg:

Re: bin chamchi!!

:layd:meri book kab publish karva rahe hain

Re: bin chamchi!!

aur yeh inbox rakha kyun hai jab pms receive nahi karnay hote:smilestar:

Re: bin chamchi!!

nice

Re: bin chamchi!!

hummm