hee kion nazar aatay hain ?
chicken tikka, ya doodh ka piala , ya kheer kion nazar nahi atee ?
Kuch mohawaray logic say bohat door hain . Hain na ?
hee kion nazar aatay hain ?
chicken tikka, ya doodh ka piala , ya kheer kion nazar nahi atee ?
Kuch mohawaray logic say bohat door hain . Hain na ?
Re: Billy ko khowab main chechray
May be ' Bilii ki ankh Qasa'ee K bilaY se laaR gaee hoo ' .......
Re: Billy ko khowab main chechray
cuz bili ko russian type raw food pasand hai.
Re: Billy ko khowab main chechray
Russain tu mujay bi pasaNd haiN lakin food nahii ![]()
Re: Billy ko khowab main chechray
caz cats love chichray
Re: Billy ko khowab main chechray
kion k wo chadder dekh k paon phelateen hain ..
kion k wo chadder dekh k paon phelateen hain ..
us ko bolo blanket lay laY :)
jaisay apnay mounh miyaan mitthoo
ab ham kaya mounh mein mittho ko daaltey hain
Re: Billy ko khowab main chechray
What about “bandar kia janay adrak ka sawad”?
Now why would a monkey wanna sawad adrak… ![]()
lolz
well sawad goes as maaza appa jee .. so muhavaRa makes sense .. As donkeys dont eat Mango and some pakistani donkeys dont play cricket ![]()
Re: Billy ko khowab main chechray
aur LomRi ko aNgooroN saY kiyaa waasta…
uss ko kiyaa kaY aNgoor khaTTay haiN yaa meeThaY :aq:
Re: Billy ko khowab main chechray
Now I have always wondered “billi ki bhaagon cheenka toota” ab koi bataye is cheenkay main bhalla tha kia jo billi ke bhaag khul gaey? :aq:
And I always thought bhagon in this mohawara meant to run, lol
![]()
![]()
In old days , they would put left over stuff in cheenka and hang it to save it from spoiling . there were no fridge in those days.
So chenka would have , milk, kheer, dall or qorma. if it would break , that is billi key good luck.
So this mahawara makes lot of sense.:halo:
Re: Billy ko khowab main chechray
sawal yeh k muhawroon main Billii hee ka lafz kion istimaaal hay BIlla ko koi kuch kion nahi kehta ?
billy kay khubaab main cheechAY
KHISYAANI BILLI KHAMBA NOOCAY
billi kay bhaagoon cheenka toota
etc etc
Yeh to hay. ![]()
Re: Billy ko khowab main chechray
^ mardooN ka muashra hay na yahan bhi Billay ko bacha gayee naraz