aur BaGaaR Billay main kya farq hota hay ?
except that the later is a bit BaGaaR ![]()
Re: Billay…
wohi jo shair or babar shair me hota he ![]()
Re: Billay…
yeh tu kuch bhi nahi hay
main nay tu Gabbar Shair say bhi panjaa laRaaya hua hay ![]()
Re: Billay....
kia baat he tu ap babay ke gabbar ho gae wah wah wah wah :p
Re: Billay…
bagar billa ziada mota hota hai?
Re: Billay....
bagar billay kay samnay bagar hota hai, billay kay samnay bagar nahin hota.
Re: Billay…
Simple..
Wohi jo Gadhay.. aur Confused Gadhay main hota hai..! ![]()
Re: Billay....
hahaha you peeps are very funny!
baggar billa is uncle of smallar billa
Re: Billay....
uncllllleeeeeeeeeeeee
duniya chaand per chalee gayee or app billa or baggar billla ko hee soochtay rahain smack
Re: Billay....
double post
Re: Billay....
billay aur bagaar billay main spellings ka farq hota hai.......i think so.........
Re: Billay....
Excuse me Mr. Bhaand, can you explain to me what is the difference between a simple or bagaar billa? Thanks.
If you don't answer that one, please look at JJ comment. :)
All above
![]()
BaaGaR Billa kya hota hay
kissi BaaGaR Billie say poochoo ![]()
waisay i was thinking
is there a BaaGaR gadha, BaaGaR ullo, etc etc too ? ![]()
meray baita sahab ke mutabiq… billa white aur black hota hai with smiling face…
aur bagar billa brown and scary hota hai with mad face…
SIMPLE!!!
![]()
Re: Billay…
^ ![]()