Bikharatay TooTatay lamhoN ko apanaa humsafar jaana
Tha is raah maiN aaKHir hamaiN KHud bhee bikhar jaana
Hawa kay dosh par badal kay TukaRay kee tarah ham haiN
Kisee jhonkay say poochaiN gay keh hai hum ko kidhar jaana
Meray jalate huay ghar kee nishanee bas yahee hogee
JahaaN is shahar maiN roshnee dekho Thahar jaana
Pas-e-zulmat koi sooraj hamara muntazir hoga
Isi ek waham ko hum nay chiraaG-e-rahguzar jaana
Dayaar-e-Khamooshi say koi reh reh kar bulaata hai
HamaiN “Makhmoor” ek din hai isi aawaz par jaana
Lamhay
2
bahut hi khoob WG thanks 4 sharing!
[QUOTE]
*Originally posted by Lamhay: *
bahut hi khoob WG thanks 4 sharing!
[/QUOTE]
Thanks! and you are welcome :)
Dilsay
4
Re: Bikharatay TooTatay lamhoN ko apanaa humsafar jaana
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Bikharatay TooTatay lamhoN ko apanaa humsafar jaana
Tha is raah maiN aaKHir hamaiN KHud bhee bikhar jaana
Hawa kay dosh par badal kay TukaRay kee tarah ham haiN
Kisee jhonkay say poochaiN gay keh hai hum ko kidhar jaana
Meray jalate huay ghar kee nishanee bas yahee hogee
JahaaN is shahar maiN roshnee dekho Thahar jaana
Pas-e-zulmat koi sooraj hamara muntazir hoga
Isi ek waham ko hum nay chiraaG-e-rahguzar jaana
Dayaar-e-Khamooshi say koi reh reh kar bulaata hai
HamaiN "Makhmoor" ek din hai isi aawaz par jaana
[/QUOTE]
All of this is great each and every word is well said.... thanks for sharing
bohut ache ghazal hai:k::k:
Swera
9
Re: Bikharatay TooTatay lamhoN ko apanaa humsafar jaana
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Bikharatay TooTatay lamhoN ko apanaa humsafar jaana
Tha is raah maiN aaKHir hamaiN KHud bhee bikhar jaana
[/QUOTE]
Bohat khoob.
Very nice.
Thankx a lot 4 sharing with us:)
Re: Re: Bikharatay TooTatay lamhoN ko apanaa humsafar jaana
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
All of this is great each and every word is well said.... thanks for sharing
[/QUOTE]
Thank you Dilsay :)
[QUOTE]
*Originally posted by guybrush: *
nice....
[/QUOTE]
Thanks :)
bohat bohat shukriya ghazal kisi ke 
Re: Re: Bikharatay TooTatay lamhoN ko apanaa humsafar jaana
[QUOTE]
*Originally posted by Swera: *
Bohat khoob.
Very nice.
Thankx a lot 4 sharing with us:)
[/QUOTE]
Shukriya....
Thank you :)
Re: Bikharatay TooTatay lamhoN ko apanaa humsafar jaana
boht achei jee
k:
Re: Re: Bikharatay TooTatay lamhoN ko apanaa humsafar jaana
Nahee na shair apnay ghar ka keh raha hai 
Thanks for liking 
Koyal
18
Re: Bikharatay TooTatay lamhoN ko apanaa humsafar jaana
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Bikharatay TooTatay lamhoN ko apanaa humsafar jaana
Tha is raah maiN aaKHir hamaiN KHud bhee bikhar jaana
Hawa kay dosh par badal kay TukaRay kee tarah ham haiN
Kisee jhonkay say poochaiN gay keh hai hum ko kidhar jaana
Meray jalate huay ghar kee nishanee bas yahee hogee
JahaaN is shahar maiN roshnee dekho Thahar jaana
Pas-e-zulmat koi sooraj hamara muntazir hoga
Isi ek waham ko hum nay chiraaG-e-rahguzar jaana
Dayaar-e-Khamooshi say koi reh reh kar bulaata hai
HamaiN "Makhmoor" ek din hai isi aawaz par jaana
[/QUOTE]
bohat khoob thanks 4 sharin..:)
*Meray jalate huay ghar kee nishanee bas yahee hogee
JahaaN is shahar maiN roshnee dekho Thahar jaana
Pas-e-zulmat koi sooraj hamara muntazir hoga
Isi ek waham ko hum nay chiraaG-e-rahguzar jaana
Dayaar-e-Khamooshi say koi reh reh kar bulaata hai
HamaiN “Makhmoor” ek din hai isi aawaz par jaana *
wah…kya baat hai 
beautiful 