jiia
1
Bikhar rahi hai meri zaat usay kehna

Kabhi milay to yehi baat usay kehna
Wo saath tha to zamana tha hamsafar mera:snooty:
Magar ab koi nahi mere saath usay kehna
Usay kehna k bin us k din nahi kat’ta :vivo:
Sisak sisak k kat’ti hai raat usay kehna
Usy pukaron ya khud hi pohanch jaon us k pas
Nahiii rahey aab wo halaat usay kehna
:o
Agar wo phir b na loty to ay meharban
Hamari zeest ky halaat usay kehna
:bummer:
Her jeet us k naam kar raha hoon main
:hoonh:
Me manta hon apni har usay kehna :teary3:
http://i40.tinypic.com/qwzs0m.jpg
Re: ^~^ Bikhar rahi hai meri zaat usay kehna ^~^
baton ki batein.. me to is kitaab to dekh ker hairan hoon… har dusra page aik jesa hai 
chaapne wale ne kamaal hi nahi ker di ?? 
jiia
3
Re: ^~^ Bikhar rahi hai meri zaat usay kehna ^~^
kese aik jesa hy 
Re: ^~^ Bikhar rahi hai meri zaat usay kehna ^~^
aap ghor karein naa... odd numbers page same hein and even numbers page same hein
jese 1 aur 3 and 2 aur 4 :p
TlGER
5
Re: ^~^ Bikhar rahi hai meri zaat usay kehna ^~^
Sasti kitab...har safhay par aik hi tasveer
Re: ^~^ Bikhar rahi hai meri zaat usay kehna ^~^
Usy pukaron ya khud hi pohanch jaon us k pas
Nahiii rahey aab wo halaat usay kehna
kiya jeb kat gai?
TlGER
7
Re: ^~^ Bikhar rahi hai meri zaat usay kehna ^~^
ye msg detay waqt sari shaklein bhi bana kar dikhani hon ge usay? :snooty: :vivo: :hoonh:…
Nain
8
Re: ^~^ Bikhar rahi hai meri zaat usay kehna ^~^
Itni jaldi haar maan li 
jiia
9
Re: ^~^ Bikhar rahi hai meri zaat usay kehna ^~^
maan li bas
aik pagal k sath kab tak raha ja sakta hy 