bikhar jata hai wo jumla kabhi yak'jaa nahiN hota

kitab-e-dil kaa koi bhi waraq saa’daa nahiN hota
niga’h uss ko bhi parh lay’ti hay jo likha nahiN hota

usay maiN dhekti rehti hoon yaa’don k chana’rooN say
nigahoN ki tapish say wo kabhi shola nahiN hota

hawa ko choona chahti hooN k ye uss ko bhi chooti hai
magar mera junoo’N mujh say kabhi poora nahin hota

sunana chahti hoon haal-e-dil jis aik jumlay maiN
bikhar jata hai wo jumla kabhi yak’jaa nahiN hota

tapish is dil ki aa pohnchi meri nam-naak aankhoN tak
kaash jo jal gaya kandha wohi tera nahin hota

mujhay is haal tak pohncha dee’ya teri muhabbat nay
sitam kaisa bhi ho tujh say koi shikwaa nahin hota

Re: bikhar jata hai wo jumla kabhi yak’jaa nahiN hota

very nice :k:

Re: bikhar jata hai wo jumla kabhi yak’jaa nahiN hota

kia baat hay :k:

Re: bikhar jata hai wo jumla kabhi yak’jaa nahiN hota

buhat khoob :lajawab:

Re: bikhar jata hai wo jumla kabhi yak’jaa nahiN hota

bohut khub :k:

Re: bikhar jata hai wo jumla kabhi yak’jaa nahiN hota

nice :k:

Re: bikhar jata hai wo jumla kabhi yak'jaa nahiN hota

very touching and very beautiful Koyal. goes straight to the dil :(

Re: bikhar jata hai wo jumla kabhi yak'jaa nahiN hota

Beautiful..

Re: bikhar jata hai wo jumla kabhi yak'jaa nahiN hota

Nice Koyal...

Re: bikhar jata hai wo jumla kabhi yak'jaa nahiN hota

Ghazab ki ghazal hai Dear koyal sis!!!!!
Bohat he Umdaa..........

kitab-e-dil kaa koi bhi waraq saa'daa nahiN hota
niga'h uss ko bhi parh lay'ti hay jo likha nahiN hota


hawa ko choona chahti hooN k ye uss ko bhi chooti hai
magar mera junoo'N mujh say kabhi poora nahin hota

^ walay shair tou kuch zayada he achay hain:@:

Re: bikhar jata hai wo jumla kabhi yak'jaa nahiN hota

thanks SJ :)

Re: bikhar jata hai wo jumla kabhi yak’jaa nahiN hota

haan koyal tu hia he nice :blush:

Re: bikhar jata hai wo jumla kabhi yak'jaa nahiN hota

kitab-e-dil kaa koi bhi waraq saa'daa nahiN hota
niga'h uss ko bhi parh lay'ti hay jo likha nahiN hota

nice sharing

Re: bikhar jata hai wo jumla kabhi yak'jaa nahiN hota

**hawa ko choona chahti hooN k ye uss ko bhi chooti hai
magar mera junoo'N mujh say kabhi poora nahin hota

mujhay is haal tak pohncha dee'ya teri muhabbat nay
sitam kaisa bhi ho tujh say koi shikwaa nahin hota

Wow bohat zabardast, kia baat hay
**

Re: bikhar jata hai wo jumla kabhi yak'jaa nahiN hota

thanks

Re: bikhar jata hai wo jumla kabhi yak'jaa nahiN hota

thanks sannan :)

Re: bikhar jata hai wo jumla kabhi yak’jaa nahiN hota

:blush:

Re: bikhar jata hai wo jumla kabhi yak'jaa nahiN hota

thanks emaan :)

Re: bikhar jata hai wo jumla kabhi yak'jaa nahiN hota

hey ye dil J wali :) kesi hain ap kahan hoti aj kal :)

Re: bikhar jata hai wo jumla kabhi yak’jaa nahiN hota

thanks anghootha dekhnay ka sheal :stuck_out_tongue: