Bijjo.....The animal

Re: Bijjo…The animal

shukria

Re: Bijjo.....The animal

haan yeh tou hai...allhumdolillah abhi tak hamesha changa hi khaya hai

Re: Bijjo…The animal

bhayee aisi cheezon ke baare main pata hona chahiye

Re: Bijjo.....The animal

tu mur mur k shafi k hotel q jati ho

Re: Bijjo.....The animal

shafi ka address ho tou jaaon

Re: Bijjo.....The animal

othy jaa k tu krelay gosht kha leti ho tu adress nai pata

Re: Bijjo.....The animal

karaily gosht nahi...baingan ka bhurta wah wah wah. khana itna ahca tha ke address pe dehaan hi nahi diya

Re: Bijjo.....The animal

acha ji lagta hai shafi bhai ko bhul gai us k baingan yaad hai

Re: Bijjo.....The animal

haan ji

Re: Bijjo.....The animal

raat ko bolta hi na?

Re: Bijjo.....The animal

shayad

Re: Bijjo.....The animal

mi jab apny nana abba k GAON jatee the to raat ko awazen aaten the khet se

esa bhi suna hi k log kehty hen OSKI (KISI K BHI) SHAKAL bijjo jese he

Re: Bijjo.....The animal

loag aise ifwahain phailatey rehte hain.

Re: Bijjo.....The animal

to roz raat ko kiski awaz ate the
gidar ki(oski bhi ate hen raat ko)

Re: Bijjo…The animal

hasne ka bohat shukriah…allah kare ap jo b badaam torrain uss main se 2 girian niklain :hinna:

Re: Bijjo…The animal

I’ve seen it live once in my life and that was awesome :lajawab:

aap nay shakal bhi kuch kum naheen banai khoufnaak :hinna:

Re: Bijjo…The animal

u welcome

but

yeh girian kya hota hai?

Re: Bijjo.....The animal

haan geedar hi hoga....koi badrooh dekh ke awazain nikalta hoga

Re: Bijjo.....The animal

This thread needs to be moved to PA

Re: Bijjo.....The animal

lol per woh bijjo qubrustan main nahi balke poore pakistan main paya jata hai