ok bijjo ek jaanwar hai is ke baare main kis kis ko pata hai. mujhe jo pata hai woh yeh hai ke
bijjo kutte ka tarah ka chota sa jaanwar hota hai…woh qabrustan main paya jata hai (pakistan ke qabrustan main dekha hoga)
bijjo murde ka gosht khata hai
bijjo ka gosht halal hota hai..(thinking of it to be untrue but just read that somewhere "jo bijjo khana halal na samjhe jo munafiq-e-deen hai iski imaamat hargiz jaiz nahi)
tou koi zara aur roshni dale ga is mozoo per aur bijjo ki koi tasweer ho tou woh post ker de. shukriya

Totally disagree with this one
Iss kay baray mein mashhoor hay kah yah murday key airee mein katta hay tou murdah uth kar baith jata hay. Leekan yah tamam farzi qissay hain aur waisay iss ko aksar jadoo tonooN mein use kia jata hay
Baqi info mein daita hoon apnay Ustaad Jee say pooch kar
ok bijjo ek jaanwar hai is ke baare main kis kis ko pata hai. mujhe jo pata hai woh yeh hai ke
bijjo kutte ka tarah ka chota sa jaanwar hota hai....woh qabrustan main paya jata hai (pakistan ke qabrustan main dekha hoga)
bijjo murde ka gosht khata hai
bijjo ka gosht halal hota hai..(thinking of it to be untrue but just read that somewhere "jo bijjo khana halal na samjhe jo munafiq-e-deen hai iski imaamat hargiz jaiz nahi)
tou koi zara aur roshni dale ga is mozoo per aur bijjo ki koi tasweer ho tou woh post ker de. shukriya
the topic dragged me here 2 add some useful info
don’t presume tht m serous
dada apne potay se kehta hai tum chashma na lagaya karo bilkul bijoo lagte ho tu pota agay se kehta hai agar na lagaya karun tu ap mujhe bijoo lagte hain…allah ka wasta ab koi hass parre :hinna:
Shahab Nama mein Q. Shahab apnay school kay zamanay ka batatay hoye bhi apnay mulazim I think Karim Baksh ka qissa sunatay hain kah woh Biju ko biloon say bahir nikalany ka mahir tha aur batata tha kah biju murday key airi par katta hay to murda uth kar chalnaa shuru kar daita hay (iss tarah key kahanian bay charay biju kay baray mein mashhoor hay jo kah shakal he say biju lagta hay )
ok bijjo ek jaanwar hai is ke baare main kis kis ko pata hai. mujhe jo pata hai woh yeh hai ke
bijjo kutte ka tarah ka chota sa jaanwar hota hai....woh qabrustan main paya jata hai (pakistan ke qabrustan main dekha hoga)
bijjo murde ka gosht khata hai
bijjo ka gosht halal hota hai..(thinking of it to be untrue but just read that somewhere "jo bijjo khana halal na samjhe jo munafiq-e-deen hai iski imaamat hargiz jaiz nahi)
tou koi zara aur roshni dale ga is mozoo per aur bijjo ki koi tasweer ho tou woh post ker de. shukriya
lagta hai koi shadi pay gai ho tu khana zayda kha bethi ho tu kuch samj nai aya tmko