Bijjo.....The animal

Re: Bijjo…The animal

haan sab farzi hi lagta hai

shukriya…haan luddhar kehte hain isko…bijjo pehli daffa sunna tha…aur yeh kutte se zaida khaarpusht se milta julta lagta hai.

and OMG yeh wohi jaanwar hai jise jab bhi kisi cartoon main dikhate hain tou yehi dikhate hain ke baqi sab characters is se darr rahe hain. mujhe bari hairat hoti thi ke sab is se darte kyon hain.

bijjo ko english main kya kehte hain???

hahahaha