bigRe huwe halaat, sanwar kiyun nahin jaate

Re: bigRe huwe halaat, sanwar kiyun nahin jaate

:teary2:

Re: bigRe huwe halaat, sanwar kiyun nahin jaate

:(

Re: bigRe huwe halaat, sanwar kiyun nahin jaate

Beutiful Sharing Muqawwee..:k:

Re: bigRe huwe halaat, sanwar kiyun nahin jaate

Achcha tou ab hamarey mernay ki dua'ein...kuch mernay ki dava bhi ker deni thee saath :)

Re: bigRe huwe halaat, sanwar kiyun nahin jaate

yaar issko roman mein bhi likh dain please :)

Re: bigRe huwe halaat, sanwar kiyun nahin jaate

Is Dard Ki Dunya Say Guzar Kyun Nahi Jatay - Mahdi Hassan ](http://www.youtube.com/watch?v=KjOZyxiKJlY)
Iss Dard Ki Duniya Se Guzar Kyun Nahi Jaate
Yeh Log Bhi Kya Log Hain Marr Kyun Nahi Jaate

Hai Kaun Zamaane Mein Mera Poochne Waala
Nadaan Hain Jo Kehte Hain Keh Ghar Kyun Nahi Jaate

Sholey Hain Tau Kyun Inn Ko Bharakte Nahi Dekha
Hain Khaak Tau Raahon Mein Bikhar Kyun Nahi Jaate

Aansoo Bhi Hain Aankhon Mein Duayein Bhi Hain Labb Par
Bigrey Huwe Halaat Sanwar Kyun Nahi Jaate

Re: bigRe huwe halaat, sanwar kiyun nahin jaate

Thank you ..thank you …thank you

Re: bigRe huwe halaat, sanwar kiyun nahin jaate

koi gal nai :p