Bhigi bhigi, shaam Dhaley tanha tanha, chand taley
Door kahin, kuch saayon se dhundhlayee si, raahon se
Aati hai, ek awaz, kabhi kuch Jaani hui, kuch ajnabi
Sunkar jise, na Jaanein kyun hota hai kuch, ehsaas yun
kahin koi aisa bhi hai jo yaad humay karta hai
woh mein he to hoon jo ap ko yaad kerte hoon;)
wah ji wah :)kia baat hai:k:
sachi mai thanx:hug:
.
.
.
.
kash woh bhi humhe aisay yaad karay
haan sachi mein;)aur woh bhi yaad ker lien gayee.peresann mat ho:)
[QUOTE]
*Originally posted by ghazal kisi ke: *
haan sachi mein;)aur woh bhi yaad ker lien gayee.peresann mat ho:)
[/QUOTE]
parayshaan kaisay na hu jub bhi us ka khyal ata hai mai tunn ho jata hu
bohot khoob :)
JL
Zabardast Bro, keep it up :)
zaberdast :k:
thxs 4 sharing ![]()
very nice :k:
than Aceones, AN, nikii n HH
[QUOTE]
*Originally posted by Jaan Lewaa: *
parayshaan kaisay na hu jub bhi us ka khyal ata hai mai tunn ho jata
hu
[/QUOTE]
are are itne bhi kia presanee;)honsla rakhee:)
khabhi na khabhi woh zaror yaad kare gee.chahe woh ap ka dukh he yaad kare per kare ke zaror:)
[QUOTE]
*Originally posted by ghazal kisi ke: *
are are itne bhi kia presanee;)honsla rakhee:)
khabhi na khabhi woh zaror yaad kare gee.chahe woh ap ka dukh he yaad kare per kare ke zaror:)
[/QUOTE]
kash aisa ho jaye
[QUOTE]
*Originally posted by Jaan Lewaa: *
kash aisa ho jaye
[/QUOTE]
hoo jaye,ho gay janab.bus apne pe aur khuda per yaqeen rakheen:)everything will be fine
[QUOTE]
*Originally posted by ghazal kisi ke: *
hoo jaye,ho gay janab.bus apne pe aur khuda per yaqeen rakheen:)everything will be fine
[/QUOTE]
agar app logo ki duaay rahi tou inshallah aisa hoga
bahut khoob Jl thanks 4 sharing !
[QUOTE]
*Originally posted by Jaan Lewaa: *
agar app logo ki duaay rahi tou inshallah aisa hoga
[/QUOTE]
hamare duaayeen to ap ke sath hamesh he raheen gee:)