http://www.pegham.com/attachment.php?attachmentid=18405&stc=1&d=1154862391
Re: Bighar ker mujh say
ehsan sb shairi tu bohat achi hai , kabhi aap khud ka bhi kuch likha howa sunaien
Re: Bighar ker mujh say
mein nay aaj tuk likha hee nahin.
Re: Bighar ker mujh say
wah
Re: Bighar ker mujh say
**vo ek dard-e-musalsal jo mujh ko raas bhii hai
**
ya’nii ba-alfaaz-e-digar, raazii ba razaa-e-Elaahii bhii huN! ![]()
Re: Bighar ker mujh say
welcome back
Re: Bighar ker mujh say
thank you, janaab. ![]()
Re: Bighar ker mujh say
zara aasan urdu mein tarjuma ker dein.![]()
Re: Bighar ker mujh say
aarti kahan:madz:
Re: Bighar ker mujh say
baqaul-e-chachaa Ghaalib:
mushkil hai ze_bas kalaam mera, ai dil!
sun sun ke use sukhanwaraan-e-kaamil,
aasaaN kahne kii karte haiN farmaa’ish
goyam mushkil wa_gar na goyam mushkil!
Re: Bighar ker mujh say
![]()
Re: Bighar ker mujh say
mujhe ek Gappan kii yaad aa gaii…vo Khushii kii baat par bhii royaa kartii thiiN.. @muskaan thaa naam unkaa. ![]()
Re: Bighar ker mujh say
![]()
Re: Bighar ker mujh say
واہ ۔۔۔ بہت زبردست۔۔۔۔
Re: Bighar ker mujh say
koii baat nahiiN, kal likh kar sunaa dijiyegaa…ham hama tan Khargosh hoNge! ![]()