Re: Bidah’s
jaisa k maiN ne 'arz kiyaa k science ko iste’maal kar lene se agar zindagii meN aasaanii paidaa ho to kia Haraj hai? koii yeh to nahiiN kahtaa k lunar calendar ko follow karne meN chaand dekhne ke baraabar yaa usse ziyaada sawaab hai…chaand bhii dekheN magar science se bhii istifaada kareN. yehii 'aql kaa taqaaza hai!