Bichra ha to ik pal bhi bhulaya nahi jata
WO pehli mulaqat ka naqsha nahi jata
Ik shaks ki awaz pay yoon Dorr raha hoon
Gar waqt bhi ruk jai to tehra nahi jata
Jab batt Karun aus se to nazrein nahi uthhien
Or nazrein utthata hoon to bola nahi jata
Kho jati hain ankhein bhi, neend bhi, dil bhi
Ik aus se jo mil loon to mera kia nahi jata!!!
Re: Bichra ha to ik pal bhi bhulaya nahi jata
nice sharing 
Re: Bichra ha to ik pal bhi bhulaya nahi jata
Nice one :)
Re: Bichra ha to ik pal bhi bhulaya nahi jata
ah'haan Nice not bad :)
Re: Bichra ha to ik pal bhi bhulaya nahi jata
:k: nice sharing
Re: Bichra ha to ik pal bhi bhulaya nahi jata
Nice :k:

Khoob.. :)