**
Ye Aitmaad tha apna kay zakhum zakhum hoon ab
Gunah apna hai isko maaf kiya karta
Woh Apnay aap thaa apni nigaah main mujhrim
phir apnay Jurm sey main Inheyraaf kiya karta
Bichartey Lamhay bari deer taak woh Roya thaa
woh iss sey barh kar mera aitraaf kia karta
Yahan tu Paal main Badal letay hain Khuda bhi Kaye
Woh sari Umar Sahi, Mera Tawaaf kiya karta
Woh Khush tha Phir na milengey Aye Azmaat
Bas itni baat pey main Ikhtilaaf kiya karta.. ![]()
**
Azmaat Azmi..!