bicharne walay bichh'er chala tha to nis'batein b ganwa k jata

Re: bicharne walay bichh’er chala tha to nis’batein b ganwa k jata

meri mohabat k weh’mouN se paray tha tera wajood warna
jahan jahan tera aks the’ra maiN ho k aa’eya wahaN wahaN se

tu humsafar hai na humnafas hai kise khabar hai k tu kidhar hai
maiN dastkaiN de k pooch baitha ma’kee ma’kee se maka’N maka’N se

Umda bohat uMda birdy jee :k:

2 Likes