BichaR ke log ziada jiya nahin karte

Re: BichaR ke log ziada jiya nahin karte

yoon hi to shakh se patay gira nahin karty
bichar k log ziada jia nahin karty

kya yeh khula tazad nahin hai

Re: BichaR ke log ziada jiya nahin karte

kaise?

Re: BichaR ke log ziada jiya nahin karte

bari baat hy

Re: BichaR ke log ziada jiya nahin karte

pehly misrah mein paton ka zikr,dosry mein logon ka zikr

Re: BichaR ke log ziada jiya nahin karte

kitni baRi? minar e Pakistan se bhi badi?

Re: BichaR ke log ziada jiya nahin karte

link sochen

Re: BichaR ke log ziada jiya nahin karte

sochi pya te banda gya

Re: BichaR ke log ziada jiya nahin karte

bichaRne walon ki soch bande ko chalta phirta kar deti hain. you got it

Re: BichaR ke log ziada jiya nahin karte

woh jo kehty hain k jeety ji mar gya

Re: BichaR ke log ziada jiya nahin karte

ab ye hi khulla tazad. jeete ji mar gaya. acting kar raha hai jeene ki?

Re: BichaR ke log ziada jiya nahin karte

acting kar raha hai marny ki

Re: BichaR ke log ziada jiya nahin karte

samajh nahin aati shair hazraat aisi be tukki batein kyon karty hain