Kash hum loog punjabi, sindhi , balaochi aur pathan walli soch say haat kar bhi kuch sochain :hinna:
Seriously, Mujhay Nafrat hay unn logoon say jo Illaqiat ko farogh daitay hain. Even if any one asks from me Who Am I? I say Pakistani
I’m against Saraiki Izzam (Even I am from that area), Punjabi Izam, Balochi Izam, Sindhi Izam, Pakhtoon Izam …