Dania
1
bhulata lakh hoon laiken barabar yaad aate hain
ilahi tark-e-ulfat per woh kuin-kar yaad aate hain
na cher aae hum-nashin kaifiayat sehba ke afsane
sharab be-khudi ke mughe ko sagar yaad aate hain
raha kerte hain qaid hosh mein aae wale nakami
woh dasht khud faramoshi ke chakar yaad aate hain
nahi aati to yaad un ki mahinon tak nahi aati
magar jab yaad aate hain to aksar yaad aate hain
haqeeqat khul gai ali tere tark-e-mohabbat ki
tughe to abb woh pehle se bhi barh ker yaad aate hain
ASA
2
Re: bhulata lakh hoon laiken barabar yaad aate hain
bhulata lakh hoon laiken barabar yaad aate hain
ilahi tark-e-ulfat per woh kuin-kar yaad aate hain
bouhat khoob… :k:
nakhan
3
Re: bhulata lakh hoon laiken barabar yaad aate hain
Very nice...
Colledge life ka urdu k period yaad aa gaya...
Dania
4
Re: bhulata lakh hoon laiken barabar yaad aate hain
:)
Re: bhulata lakh hoon laiken barabar yaad aate hain
sagar yaad aatay hain bohat bohat khoob dania :)
reet
6
Re: bhulata lakh hoon laiken barabar yaad aate hain
wah...bahot khoob........Dania