Bhola daina kabhi wada kabhi tuqmeel kur laina
Kabhi yunhi murvat mein meri tameel kur laina
Hameesha say yehi apna shu-aar-e zindagi rukhna
Jo rusta aam ho jay ussay tubdeel kur laina
Bahadur tu nahi laykin hamein acha nahi lagta
Kissi k khauf say Apna makaan tabdeel kur laina…