Re: Bhukh (Qahat)
Nice :k:
An’wal ka zikar shair ne khoob kia hai
Re: Bhukh (Qahat)
yes heart touching poetry
Re: Bhukh (Qahat)
mukhtasar lafzon mein boht kuch keh dia
Re: Bhukh (Qahat)
very nice
Re: Bhukh (Qahat)
Urdu men ek kahaavat hai, "aaNve/aaNval kaa aaNva/aaNval hii Kharaab hai" = saaraa kaa saaraa hii Kharaab hai...
kis isii lafz se yeh kahaavat banii hai?
Re: Bhukh (Qahat)
Urdu men ek kahaavat hai, "aaNve/aaNval kaa aaNva/aaNval hii Kharaab hai" = saaraa kaa saaraa hii Kharaab hai...
kis isii lafz se yeh kahaavat banii hai?
wo aanwaN kumhaar ki bhatti ko kehte hain