Bhoola nahee dil ataab os kay

Bhoola nahee dil ataab os kay Ehsan hain bey hisaab os kay

AankhoN ke hai ek hee tamanna
Dekha karaiN roz khuwaab os kay

Aisa koi shair kab kaha hai
Jo ho sakay intesaab os say

Apnay liay maang loon Khuda say
Hissay main jo hain azaab os kay

Waisay tu woh shokh hai bala ka
Ander hain bohat hijaab os kay

:flower1: :flower1:

Waisay tu woh shokh hai bala ka
Ander hain bohat hijaab os kay

Bohat khoob, love it!
thnkx for sharing.

Thanks diyah n Swera :)

[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Thanks Swera :)
[/QUOTE]

u r welcome:)

:k:

umm bus theek hai :D

bhut achay:k:

humm