Bhool Jaao!! tum muje yaad na karna
Dekh ab kisi nayii Kahanii ka unwaan ban nai sakta
Main aseer hoon ik murdah fasane ka
Bhool jaao!! tum muje yaad na karna
Mera dhaman tou lutt chuka hai mere hath khali hain
Mere pass tuje dene ko kuch hota tou shayed
teri baatoon ka muj pe koi asar hota
Tum bhool jaao!! muje yaad na karna
Mera dil tou ik khander hai ab iss main koi neya ghar basana hai
mushkil
Meri ankhoon ke khawab tou kab ke bikher gey
ab naye khawab sajna hai mushkil
Aye pagal larki bhool jaao!!! tum muje yaad na karna
Mere seena ka zakham abhi hara hai
Dil_e_NaDaN ko mabbhatoon main lipta makhmali esshass na dena
Tum jawani ke hassen lamhoon ko meri khaiter barbaad na karna khabi
Bhool jaao!! pagal larki !! muje yaad na karna
Tum khabi muje yaad na karna
Tum muje yaad na karna!!!!!!