Re: -- Bhool Jaanay Waalay ...
^--
HichkioN ki ab shayad UNN ko aadat hogai hogi...
Hichki na aayay to wo pareshan hotay hongay,
Unn ko kaisay pareshan daikhooN main
Bass har lamha hichkiyaan bhaijta rehta hoon :s
Adaab Arz hay :$
PS: thanks for liking GoodNews, yeah its very beautiful Ghazal...issay sun kar ... jissay bhoolna bhi chahain wo bhi yaad aajata hay :-p