[INDENT]Aaj dareechay main wo aana bhol gaya,
Main bhi apna diya jalana bhol gaya, Aaj mujhe bhi uski yaad nahi aai Wo bhi meray khawab main ana bhol gaya, Chalte chalte main usko ghar lay aya, Wo bhi mujhsay apna hath churana bhol gaya, Roth k dono eik jaga per baithe rahay main usko vo mujhko manana bhool gaya…!