BHOOK [hunger] kii Urdu kia hai?

Re: BHOOK [hunger] kii Urdu kia hai?

yeh 'arabii kaa lafz to ho saktaa hai jiskaa mujhe 'ilm nahiiN magar yeh lafz Urduy zabana meN muravvij nahiiN hai…so, vo lafz koii aur hai! :slight_smile:

lo ji, kar lo baat!..ab kia gaaa kar bataauuN k: [vaise, is gaane ko to sun ke din men bhii ‘kuchh kuchh hone’ lagtaa hai…so, mushtarii hoshiyaar baash!]