Bhook bachon ki sab shokhiyan kha gai

Re: Bhook bachon ki sab shokhiyan kha gai

aap raheay zara apni aoqaat mein

dhamkian

Re: Bhook bachon ki sab shokhiyan kha gai

App rahein apni ouqaat mae :p kisi ko kehna hai yeeee :D

Re: Bhook bachon ki sab shokhiyan kha gai

sharafat ka zamana nahin. rikshaw wala aap ko diagonally cross karen to uss horn mat maren.. warna wo aap ko aise ghoore ga jaise aap ne uss ko us k abba ke ghar main tehlne se rok dia ho

Re: Bhook bachon ki sab shokhiyan kha gai

Jiss per guzerti hai.. Yeh wohi shakhs janta hai... Maan baap k liye iss se bari dukh ki baat kya hogi keh unki olaad unkay samnay bhooki soey

Re: Bhook bachon ki sab shokhiyan kha gai

baja farmaya. ye baat sun kar mujhe Behboo e abadi walon ka ad yaad aa gaya. jis main maa apne hisse ka khana bachon ke samne la kar rakh deti hai