Halka sa tabassum lab-e-mayoos pay la kr,
Bheegi hui palkon ko chupana bhi ek hunar hai,
Re: ~Bheegi palkon ko chupana~
:(
Re: ~Bheegi palkon ko chupana~
tume aata ?
Re: ~Bheegi palkon ko chupana~
yeh shehr hai ya itelah e aam
Re: ~Bheegi palkon ko chupana~
haye Allah na karay ![]()
Re: ~Bheegi palkon ko chupana~
shair hai ![]()
Re: ~Bheegi palkon ko chupana~
chalo maan lia
Re: ~Bheegi palkon ko chupana~
matlab meri tara bhe bhe ker k roti ho:omg:
Re: ~Bheegi palkon ko chupana~
bhe bhe ker k rona=:omg:
Re: ~Bheegi palkon ko chupana~
pata nhi kabhi note nhi kiya ![]()
Re: ~Bheegi palkon ko chupana~
me roti hun per awaz nahi aati ![]()
dusre ko pata hi nahi chalta ![]()
Re: ~Bheegi palkon ko chupana~
yeh to ghalat bat hai, kam se kam itni awaz honi chahiye k dusra bnda so na skay ![]()
Re: ~Bheegi palkon ko chupana~
agree
bara behudah style hy
mera b dil kerta hil hil k roun dusre ki b nened kharab ho
Re: ~Bheegi palkon ko chupana~
![]()
dekhin behn zyada na hilin kabhi, wrna kamray se bahir na pari ho kabhi ![]()
Re: ~Bheegi palkon ko chupana~
is skill k liye konse program mein enroll hona parta hai:hmmm:
Re: ~Bheegi palkon ko chupana~
^^^^^^^
Matlab hai rotey rotey hans pernaaa pagalun
.. ![]()
Re: ~Bheegi palkon ko chupana~
Oh I see
![]()
Hanso…
![]()
hanso na…
![]()
ab hanso bhi