Bheegi bheegi shaam Dhale
tanha tanha chand tale
Door kahin, kuch saayooN se
dhundhlayee si rahoon se
Aati hai ek awaaz, kabhi
Kuch jaani hui, kuch ajnabi
Sunkar jise na jaanein kyun
hota hai kuch,ehsaas yun
Koi kahin aisa bhi hai
karta mujhe jo yaad hai
very nice Sandleen
k:
sandal bajie :k:
bhoot zabur10
Re: Bheegi bheegi shaam Dhale
[QUOTE]
*Originally posted by Sandleen: *
Bheegi bheegi shaam Dhale
tanha tanha chand tale
Door kahin, kuch saayooN se
dhundhlayee si rahoon se
Aati hai ek awaaz, kabhi
Kuch jaani hui, kuch ajnabi
Sunkar jise na jaanein kyun
hota hai kuch,ehsaas yun
Koi kahin aisa bhi hai
karta mujhe jo yaad hai
[/QUOTE]
Haaa koi kahin aisa bhi hai karta mujhay jo yaad hai wonderful!!
Kahan say laon hunar ab usay mananay ka
koi javaz na tha uskay roth janay ka
mohabbatoon main saza mujhay hi milni thee
k jurm main nay kia rabtay barhanay ka!!
zabardast :k:
Bahut khoob :) Keep it up !
Us ka malaal kya ho nahee ikhtiyar mein
Itna bhi kya yeh kam hai ke woh apna laga mujhe
Wehshat kahain issay ya mere paoon ki talab
Us ki taraf hi le gaya har raasta mujhe
Re: Bheegi bheegi shaam Dhale
bhut khoob:k:
:)
Nice :k:
Nice :k: