Ab teri wazahat pe bharosa nahi dil ko
Ab apni mohabbat ki safaii na diya kar
Re: Bharosa
**Iss par aik Sher yaad aa gia ![]()
Gull Shakh say bichray to kaheen ka naheen rahta
Tum khud ko Juda Mairi Zaat say kuch soch kar karna
**Addab ![]()
Re: Bharosa
Iss ke jawab main bhi koi na koi sher zaroor ho ga lekin mujhe abhi yaad nahi aa raha ![]()
Re: Bharosa
…Safa`e ka kaam kisi or k zimmay lagana hy…?![]()
Re: Bharosa
sach ko safaeian deny ki zaroorat nahin hoti
Re: Bharosa
True!!
Re: Bharosa
**haan jee hay
Tujh main kia hay jo tujh ko yaad rakhay ga koi
achay achoon ko yahan loog bhula daitay hain **