Bharosa toot janay se zara pahlay bata daina
**Mujhay tum azmanay se zara pahlay bata daina
**
Kisi heelay bahanay se zara pahlay bata daina
**K mujh ko tum bholanay se zara pahlay bata daina
**
Zamin ke rait pe tum ne mohabbat se likhi thi jo
**Woh tahrerain mitanay se zara pahlay bata daina
**
Mairay dilber k is dill pr main rakh loon zabt ka pathar
**Suno daman churanay se zara pahlay bata daina
**
Kisi bhe mor pe Mohsin bura pao agar mujh ko
Bharosa toot janay se zara pahlay bata daina
Re: Bharosa toot janay se zara pahlay bata daina

![]()

lovely:lajawab:
Re: Bharosa toot janay se zara pahlay bata daina
Kisi bhe mor pe Mohsin bura pao agar mujh ko
**Bharosa toot janay se zara pahlay bata daina
![]()
Wo kia kehte hain raat sone se pehle sare gile shikwe bata kar sona.
**
Re: Bharosa toot janay se zara pahlay bata daina
[QUOTE]
Wo kia kehte hain raat sone se pehle sare gile shikwe bata kar sona.
[/QUOTE]
and it really helps
Re: Bharosa toot janay se zara pahlay bata daina
and it really helps
:@:
Re: Bharosa toot janay se zara pahlay bata daina
Mujhe yaad nahin aa raha ye maine life1 main padha tha ya Humsafar main dekha tha ![]()
Re: Bharosa toot janay se zara pahlay bata daina
Wo kia kehte hain raat sone se pehle sare gile shikwe bata kar sona.
Shikwy bata kr ya Bhula kr......??
Re: Bharosa toot janay se zara pahlay bata daina
kya hua:konfused:
mujhey waise he pata hai…dekhne ki zarorat nahi:snooty:
enter bata ker bhi bhula ker bhi ![]()
Re: Bharosa toot janay se zara pahlay bata daina
Batae gi nahin to bhulae gi kaise ![]()
Re: Bharosa toot janay se zara pahlay bata daina
i think jab Shikwa bhula diya to batany ki Zarorat nhi reti
Re: Bharosa toot janay se zara pahlay bata daina
Shikwa batana chahiye....tht way samne wala ainda khyal rakhta hai....aur koe misunderstanding ho tou clear kr deta hai....n then bhula bhi dena chahiye...
Re: Bharosa toot janay se zara pahlay bata daina
bhulane wali memory recycle bin hoti hai… better is to settle and shift+del
Re: Bharosa toot janay se zara pahlay bata daina
Lafzon se khailne ki zaroorat nahi tujhe…Saada dilon k saath ye fankariyaan na kar…hahaha…
Re: Bharosa toot janay se zara pahlay bata daina
This:k:
Re: Bharosa toot janay se zara pahlay bata daina
lols ![]()
Chalen nahin khelte.
Re: Bharosa toot janay se zara pahlay bata daina
Haye:hayaa:
Re: Bharosa toot janay se zara pahlay bata daina
Iss ghazal koh post kernay say pehlya mujhey batta diya hota.
Nice. :k:
Re: Bharosa toot janay se zara pahlay bata daina
Kiyun aap ne kia iss ghazal ki aarti utarni thi? ![]()
Re: Bharosa toot janay se zara pahlay bata daina
aarti utarnee ho toh pehlay batta dena. ![]()