Main Bara Paraishaan Tha Kah har Poori Soori Surat key Larkian Mairay Jaisay Handsome larkooN ko Bhai keon Banaying Aaj he meri aik Mukhbar (spy) nay information di kay Bhairi Surat key Larkian handsome larkooN ko Bhai bana kar dosri larkeon kay jazbaat say khailti hain aur Canteen mein Ja Ja kar samosay Peerti haiN … .. Buri Baat gals :nono:
Hum Nay poocha Uncle kay peechay kia Sazish hay tou Jawab milla apni teacher to emotionally black mail karti hain …aur paper mein marks lagwati hain ….