Nahi - abhi hum ghar jaiey gaa ![]()
Ab inglaind main bhi rickshaw chalay gaa ![]()
GorooN ko bhi pata chalay - ricksha delaivar kya cheeze hota hay ![]()
Nahi - abhi hum ghar jaiey gaa ![]()
Ab inglaind main bhi rickshaw chalay gaa ![]()
GorooN ko bhi pata chalay - ricksha delaivar kya cheeze hota hay ![]()
Re: Bhai Saab - Lallo Khet chaloo gay ?
They should import the rickshaw drivers as well otherwise, they will never know what a rickshaw is..![]()
Rickshaw chalaan aik ART hai bulkaY Funoon-e-Lateefaa kaa juzv-e-La Yanfak hai:p … aik rickshaw driver or rickshaw laazim-o-malzoom-o-musaafir-e-mazloom hai ![]()
may I suggest pathan drivers of karachi:D?
Re: Bhai Saab - Lallo Khet chaloo gay ?
tick tick ![]()
Re: Bhai Saab - Lallo Khet chaloo gay ?
I think it’s Tuk Tuk…
The name is inspired by an original sher of Meer Taqi Meer surpisingly writtten behind a rickshaw that read:
SarhaanaY Meer kaY aahista bolo
Abhi Tuk rotaY rotaY so gayaa hai
Shukar hai, they did not get to read anything like MaiN baRaa ho kar Truck BanooN gaa… ![]()
Re: Bhai Saab - Lallo Khet chaloo gay ?
AQ u and ur urdu ![]()
aou jhanda pakrein and spam in US’s thread
![]()
Re: Bhai Saab - Lallo Khet chaloo gay ?
Urdu hai jiss kaa naam hum hee jaantaY haiN Daagh:smilestar:
SaaraY jahaaN maiN dhoom hamaari “zubaaN” kee hai ![]()
Re: Bhai Saab - Lallo Khet chaloo gay ?
I am EMM ![]()
barri taiz hai kiya? ![]()
Re: Bhai Saab - Lallo Khet chaloo gay ?
is the word zubaan or zabaan:confused:
Re: Bhai Saab - Lallo Khet chaloo gay ?
AQ Bhai Pathanoo’n sirf yahi kaam naheen seekha…Aur bhi ka’ee aisay sho’bay hain jis main unhoon nay kaarnamay anjaam diay hain kabhi us ka bhi zikar kar diya karain apni salees urdu main .. Shukriya
Re: Bhai Saab - Lallo Khet chaloo gay ?
Chalo dubai chalo
Re: Bhai Saab - Lallo Khet chaloo gay ?
Global Village main bhi cycle rickshaw chalta hai
Re: Bhai Saab - Lallo Khet chaloo gay ?
lakin jo maza yahan woh wahan to nahi aye ga
rikshaw ka maza jub tuk nahi ata jub tuk road toote hoye na ho or silencer nikla hoa na ho : P
Re: Bhai Saab - Lallo Khet chaloo gay ?
**Tuk Tuk* deedum Dum na kasheedum*
Re: Bhai Saab - Lallo Khet chaloo gay ?
Ji haan ab ham richshay main seat belt baandh ke baithay hooay kitnay paindoo lagain gay :D
Re: Bhai Saab - Lallo Khet chaloo gay ?
suna hay wilaayat main jakar rickshay bhi 6ks-shay bann jaatay hain :S
kia yeh sahi farmaaya ham nay bhaii miaan ? :s