Re: Bhaan/change
lol haha jaise ko taisaa! vaise, lafz “bhaan” nahiiN hai…yeh Hindi kaa lafz hai aur vo hai “bhaanj”…change maangne ko rupiya toRaanaa yaa bhunaanaa yaa bhunjaanaa bhii kahte haiN! also, the word for change is not KHULA…it’s KHULL-LA
afsar kEHRY PIIND da si jehra BHAAN kehnda si
laa lo pata
Saanu ki
Humein laga k
bhaanj kisi ko samjh na aaye ga
kehte to idhar bhi bhaanj hi hai
bhaanj bhanjarr
me ne to abhi suna pehli dafa
Uss office mein dehati ko afser hna chaye tha
Aap us waqt paida bhi nahi hui hongi
is liye nahi maloom
Uss office mein dehati ko afser hna chaye tha :D
Haan
usko sab qaide qanoon maloom thay