Restored attachments:
Re: Bhaaiya ji salam
lol bechara
Re: Bhaaiya ji salam
^ ab mare ga kunwaara
Re: Bhaaiya ji salam
Acha hy, Aisa hi hona chahya tha. ![]()
Re: Bhaaiya ji salam
Ab un peso se biri na le lena
![]()
Re: Bhaaiya ji salam
aisi baatein kaan mein kahi jaati hain
oonchi awaz mein bolo gi
to sun’ne waala taish mein bhi aa sakta
Re: Bhaaiya ji salam
Hum thori thay wahan
woh to kisi bhale maans k saath ho gaya:D
Re: Bhaaiya ji salam
Ajeeb dhakan hy. Paise mil rahy hain le le ![]()
Warna larki or paise dy, ho hi nahi sakta ![]()
Re: Bhaaiya ji salam
ata rhy taish main, main kia karon.![]()
Re: Bhaaiya ji salam
oh I see
kanjoos makhi khor:hmmm:
Re: Bhaaiya ji salam
Aap ne kuch nahi karna
jab agle ne khari khari sunaani hain to
tuade kolon ron de siwa kuj nahi hona
Re: Bhaaiya ji salam
or agla mujhy sunay ga kyun? ![]()
Re: Bhaaiya ji salam
pehle woh sun chuka hai
ab us ka mazaq uraao gi to woh tareef to nahi karega
Re: Bhaaiya ji salam
mainy kisi ka mazaq nahi uraya OP main to wo khud apna mazak bana rahy hy.
Re: Bhaaiya ji salam
dil azaari to ki hai
saboot k liye dekho post # 4
Re: Bhaaiya ji salam
kis ki dil azari naam bata dain main us sy maaf talab kar leti hon ![]()
Re: Bhaaiya ji salam
ab yeh to Humein bhi nahi maloom
Re: Bhaaiya ji salam
to itni dil jali baatain karny ka maqsad ![]()
Re: Bhaaiya ji salam
Idhar kiya ho raha hy ![]()
Re: Bhaaiya ji salam
woh to us larki se poochein
Humne to kuch nahi kiya:hmmm:
