Bhaabi

Re: Bhaabi

mere juRwaaN bhai yaa mere ham-zaad :hehe: aap un saaHib yaa saaHiba kii samajh kaa ilaaj karvaayeN jo ba-zid haiN k Bhabhi ka lafz koi aur hai English meN…yaa…un se kaheN k aap hii koi banaa leN nayaa lafz…yaa…maiN banaa ke de detaa huN…call Bhabhii “BkL” (Bhai kii Lugaaii) :smiley: